Mittu Main Karta Hare Rang Ka Main Dikhta / Saraswati ka roop ho tum, lakshmi ka swaroop ho tum, hota hein agar anyay kahin, durga ka roop ho tum mother teresa ban umeed ka daman tum ho, indira gandhi ban raajneeti ki pehchan tum ho, kalpana chawla ban tarakki ki udaan tum ho